10/17/2026
*DANDIYA NIGHT 2026 - SEASON 1 Ka Bhavya Shubharambh* ✨
Aaj Dhanbad me aayojit Dandiya Night 2026 Season 1 ka shubharambh *Mananiya Vidhayak Shri Raj Sinha Ji* ke kar-kamalo dwara Deep Prajvalit karke kiya gaya.
>
> Deep prajwalan ke is shubh avsar par sabhi ayojak aur atithi upasthit rahe.
>
> Is safal aayojan ke liye *Presented by - Extensis India Pvt Ltd, SB Ayurveda & Panchkarma Centre & GST Franchise Center* ka hriday se aabhar.
>
> NavratriUtsav ExtensisIndia SBAyurveda GSTFranchiseCenter