19/02/2026
Assalam-o-Alaikum dosto! Ramadan-ul-Mubarak ka barkat mahina shuru ho chuka hai. Is khushi ke mauqay par meri taraf se aap sab ko Ramadan ki dheron mubarakbaad.
Is video mein maine hamari mushkilat, pareshaniyon aur karobari bandishon ke liye khaas dua ki hai. Allah Ta'ala hamari har jaiz haraat ko poora farmaye aur hamare rizq mein barkat ata farmaye. Ameen!