25/11/2026
Overseas Pakistani hain aur Islamabad me property lena chahte hain? Power of attorney ka sahi istemal jaanna zaroori hai.
Power of attorney kisi bharosemand shakhs ko aap ki taraf se deal karne ki ijazat deta hai, lekin ye ijazat hamesha wazeh aur mehdood honi chahiye: sirf wohi kaam, jo aap ne likh kar diya ho. Har step ki update lein, aur har paper ki copy apne paas rakhein.
Door rehte hue bhi deal tabhi mehfooz hoti hai jab har cheez likhi hui aur verified ho.
Call / WhatsApp: 0339 9990119