19/10/2026
Kuch log office mein sirf kaam karne nahi aate, yaadein bana kar chale jate hain 🥹
Aaj hamari team ne apne saathi ko dil se alvida kaha. Hansi, speeches, aur bohat saari duayein, sab kuch yaad rahega. Jaane wale ke liye bohat saari dua ke naya safar bohat kamyab ho 💙
Aap ke office mein koi aisa banda tha jis ke jaane ke baad office phir pehle jaisa nahi laga? Comment mein zaroor batayein 👇